Sitara Asmaan Se-Lovely Hindi Sms


Sitara Asmaan Se Na Jane Kab Toot Jaye!
Na Jane Kab In Aankhon Se Ansoo Chhoot Jaye!
Kar Lo Pal Do Pal Baatein Pyar Ki!
Na Jaane Kab Jism Sey Yeh Jaan Rooth Jaye!

Shared by: Suresh Gour

Romantic Hindi sms-Har Kisi se Nazar milaya nahi karte

cute eye hindi sms











Har Kisi se Nazar milaya nahi karte,
Youn kisi se dil lagaya nahi karte,
Bahut poochenge log tumse hamari baatein,
Yeh dil ki baatein hai, har kisi ko bataya nahi karte,

By:- Shiv

Aapki yaad-Cute Love Sms in Hindi 140 charactor

A lovely shayary for my friends

Waqt har cheez mita deta hai,
Kuch Hasin lamho ko bhula deta hai,
Par nahi mita sakta aapki yaad,
Qki waqt khud hi aapki yaad dila deta hai.

वक़्त हर चीज़ मिटा देता है © www.smsinhindi.com
कुछ हसीं लम्हों को भुला देता है
पर नहीं मिटा सकता आपकी याद
क्योकि वक़्त खुद ही आपकी याद दिला देता है !

By:: Saumya (सौम्या )
Kaisi lagi meri shayari ?
more-Relationship Sms-Ek Sapna