Itani aasaani se kaise bhool jata hai koi,
rah-rah kar kyun yaad aata hai koi.
umar bhar yaad karte rahenge ham aapko,
dekhte hai kab tak hame bhulata hai koi.
-- Hindi Sms --
इतनी आसानी से कैसे भूल जाता है कोई,
रह-रह कर क्यूँ याद आता है कोई.
उमर भर याद करते रहेंगे हम आपको,
देखते है कब तक हमे भुलाता है कोई.
~ सौम्य
Read- love sms in hindi 140 words
उमर भर याद करते रहेंगे हम आपको,
देखते है कब तक हमे भुलाता है कोई.
log kehte h pyr mai bht mithas hoti h...
ReplyDeletejo rishte ko mazbut karti h.....
lekin log yeh bhul jate h ki....
jayada mitha health or wealth dono k liye kharab hota h.....
isliye har cheez limit mai karo.....
jisse apki health or wealth dono achi rahe.........
Very Nice..
ReplyDeletezindagi naam hain sukh dukh ki kahani ka
Zindagi naam hain dosto ko hasane ka
Zindagi naam hain apna har pal bitane ka
Sada muskurate raho naam hain zindagi bitane ka
kuch yade dil lubhati hai,
ReplyDeletekuch bate dil ko jagaati hai,
aapki yaad ki kya tarif kare,
ye to aane me pal or jane me bahut waqt lagati hai........
9909635009
pragnesh patel