SMS aayenge aise,jaise aata hai tufan.
Thodi der ke liye agar tham jaun, to samajh lena
“Busy hu meri jaan…”
One More Funny Hindi Joke
Pahala : Mere dadaji ki itani badi ladamani thi ki
sari duniya ke jaanvar usi me chara kha lete the
Dusra : Bus ? mere dadaji ke pass to itna bada
bambu tha ki wah aasmaan ko be chu leta tha.
Pahala : Kyun fenkata hai,tere dadaji use rakhte kahan the?
Dusra : Tere dadaji ki ladamani me.