Khata ho gayi hai to saja suna do,
Dil me itna dard kyo hai wajah bata do,
Der ho gayi hai yaad karne me jarur,Lekin,
Tumko bhula denge ye khayal dilse mita do ! ©www.smsinhindi.comखता हो गयी है तो सज़ा सुना दो,
दिल मे इतना दर्द क्यो है वजह बता दो,
देर हो गयी है याद करने मे ज़रूर,लेकिन,
तुमको भुला देंगे ये ख्याल दिल से मिटा दो
::Saumya
दिल मे इतना दर्द क्यो है वजह बता दो,
देर हो गयी है याद करने मे ज़रूर,लेकिन,
तुमको भुला देंगे ये ख्याल दिल से मिटा दो
::Saumya
Hi Saumya,
Tumhari Shayari bahut pyari hai…
–दिल मे इतना दर्द क्यो है वजह बता दो,–
no word to explain..
hy saumya ur sms itz well,
itz workd 4 me ………..
by hearts thank u god bless u dear.
hy saumya ur sms iz well,
itz workd 4 me ,
by heart thank u dear……….i hope u will get ur heart.
You are welcome BIkram…
Anjaan Hai, Anjaan Hi Rahne Do
Kisi Ki Yaado Me Pal Pal Yun Hi Marne Do
Kyoun Badnaam Karte Ho Humara Naam Leke
Ab Toh Iss Naam Ko Benaam Hi Rahne Do…
Q hum kisi k khyalo me kho jate h,
1 pal ki duri me ro jate h.
koi hume itna bata do ki,
hum hi aise h, ya pyar karne k bad
sab aise ho jate hai.
hichkiyan de kar ye kaisi uljhan bada rahe ho.
ankhe band h. fir bhi nazar a rahe ho
bas itna bata do hamein yad kar rahe ho…..?
ya apni yad dila rahe ho……
Its very lovely…
You are the twinkle of my eyes;
The smile on my lips;
The joy of my face;
Without you I am incomplete.
Relationship doesn’t get closer by meetings
but it is sweetend by THOUGHTS
thks
Q hum kisi k khyalo me kho jate h,
1 pal ki duri me ro jate h.
koi hume itna bata do ki,
hum hi aise h, ya pyar karne k bad
sab aise ho jate hai.
indu i love you end of my life by Amit Upadhyay
brother don love any girl
Anjaan Hai, Anjaan Hi Rahne Do
Kisi Ki Yaado Me Pal Pal Yun Hi Marne Do
Kyoun Badnaam Karte Ho Humara Naam Leke
Ab Toh Iss Naam Ko Benaam Hi Rahne Do…
Thank you dears.. I have compiled all your sms/shayari comments here
Bhool se koi bhool hui to
bhool samajh kar bhool jana.
Are… bhoolna sirf bhool ko,
bhool se bhi hame na bhulana.
Ajay mishra 8080450578
Boys ke zindagi k 2 asool hain.
Pehla:
wo kisi ajnabi larki ko lift nai karWaty..
Aur
dosra:
wo kisi larki ko ajnabi nai samjty..
From-Ajay mishra (ajay22mishra@gmail.com)
Its a nice feeling when you know that someone likes you, someone thinks about you, someone needs you;but it feels much better when you know that someone never ever forgets your birthday."HAPPY BIRTHDAY".
Duniya Ke Dard Ka Marham Ek Goli Hai Elaj,
Par Mere Dard Ka Marahm Teri Boli Hai Elaj.
By
Sh. K. Gupta
mere pankh nahi phirbhi aasman pe udta raha hun mai,
pairo tale jami nahi phirbhi bhagta raha hun mai,
raha aapke pass lekin hamesa pyar ke liye tdpta raha hun mai.
mom ki tarah pighlti hai zindgi,
gamoki aag me jalti hai zindgi,
thokar lage to gam na karna,
kyoki thoker lagkar sabbhalti hai zindgi.
Maine khuda se ek duva mangi,
Duva me maine apni maut mangi,
Khuda ne mujhse kaha ki,
Mai tumhe maut to dedun,
Par use kya du jisane tumhari,
Lanbi umra ki duva mangi
JO MERE TAQDIR ME HAI WOH TO MUJHE MIL HI JAYEGA
A MERE KHUDA
MEJHE TO WOH DE JO MERE TAQDIR ME NAHI HAI
Tum Se Bohot Kuch Kehna Hai..
Magar…
Kabi Tum Nahi Milte To
Kabi Alfaaz Nhi Milte.
Ek Nai Duniya Basana Chahte Hain…
Magar…
Kabhi Need Nahi Aati
To Kabhi Khwaab Nhi Milte.
Ye Doriyan To Mita Doon Mai Ek Pal Main Imdad…
Magar
Kabhi Qadam Nahi Chalte
To Kabhi Raste Nhi Miltay.
Is dil ka kaha maano ek kaam kar do,
Ek be-naam si mohabbat mere naam kar do,
Meri par faqat itna ehsan kar do,
Kisi din subha ko milo aur shaam kar do.
09990769422
ajaysingh.2214@gmail.com
Nobody teaches Sun 2 rise,Fish 2 swim,birds 2 fly, Plant 2 grow,Child 2 cry,n Nobody teaches a heart to choose a friend like U..
MERI ROSHNI ME PAGI PAGI
RANGE HEENA ME RACHI BASI
TERA RANG JISKA MOHTAJ HAI
MAIN WO HI KHALI HATH HU
MERI ZINDGI ME KHUSHI KABHI
KABHI AAYI THI KAHA JHUTH HAI
PAR WO SHABE RAAT KI BAAT THI
ABHI GARDISHON KE SATH HU……
9827977753 {AAKASH JAIN R.J.N}
DIL KO HAR WAQT TASLLI KA GUMA HOTA
DARD HOTA HAI PAR JANE KAHA HOTA HAI
AAP JO YE PUCHHTE HAI KE DARD KAHA HOTA HAI
EK JAGAH HO TO BATAUN KE DARD YAHA HOTA HAI
9827977753 {AAKASH JAIN}[R.J.N]
EK UMAR KI JUDAI MERE NASEEB KAR KE
WO CHL DIYE BAATEIN AJEEB KAR KE
UNKI WAFA KO MAIN KYA NAAM DU
KHUD DOOR HO GAYE MUJHKO KAREEB KAR KE
9827977753 {AAKASH JAIN} [R.J.N]
Maine Rab se kaha wo chhod ke gye hame,
pata nhi unki kya mjburi thi??
Rab ne kaha is me unka koi kasur nhi,
Ye kahani to maine likhi hi Adhuri thi…
SAHEEBA
NAZAR KO TERE PYAAR SE INKAR NAHI HAI
AB MUJHKO KISI KA BHI INTEZAR NAHI HAI
KHAMOSH AGAR HU TO YE ANDAAZ HAI MERA
TUM YE NA SAMJHNA KE TUMSE PYAAR NAHI HAI…..
9827977753 [AAKASH JAIN} R.J.N
kagaj par hamane apni jindagi likh di
ankho se khinch kar apni har khushi likh di
dard jab hamane utara labjo me
Zmane ne kaha WAHWAH kya gazal likh di
ankho me arman diya karate he
ham sabaki ninde churaya karate he
ab jab jab apki palake zukegi
samaz lena ham apko yad kiya karate he
usake chehare par yisakadar nur tha
q usaki yad me rona bhi manjur tha
bewafa bhi nahi kah sakate usako yaro
pyar to hamane kiya wo to bekasur tha
Mohabbat thi hame unse itni,
ke Unki YAADON me ye dil dhadakta Raha,
MAUT bhi meri Chahat ko rok na saki,
ZEHER pee ke bhi yeh dil Dhadakta Raha…
Wafaa ki thi Humne Tumse Magar tune dil “TODA MERA”…
Ek din phir tum ne lautkar pucha “MERI YAAD AATI HE??”
Tab humne bhi keh diya “L*UDA MERA…
Laut jaati he khushiya gum hamara dekh kar,
Jaise laut jaati he lehre Kinara Dekh kar,
Tu kandha na dena mere janaaze ko,
kahi ooth khada na ho jaao,
Tera SAHARA dekh kar…
Har sham suhani nahi hoti, har chahat ke piche koi kahani nahi hoti, Kuch to aser hota hai MOHABAT me varna gori radha sawle syam ki diwani nahi hoti….
Chand Lamhon Ki Zindagani Hai,
Nafraton Se Jiya Nahi Karte,
Lagta Hai Dusamano Se Guzarish Karni Padegi,
Dost To Ab Yaad Kiya Nahi Karte.
07499195580
Aapki shayari bahut achchhi hai.
Din Beet Jate Hain Suhani Yadein Ban Kar,
Batein Rah Jati Hain Kahani Ban Kar,
Par Dost To Hamesha Dil Ke Qarib Rahenge,
Kabhi Muskan To Kabhi Ankhon Mein Pani Ban Kar.
07499195580
dil me unki chahat k siva kuch nahi,
zindagi me unki ibaadat k siva kuch nahi,
socha unko tohfe me kya du,
mere daman me to mohabbat k siva much nahi…..
:: soumya for u..
prajesh
Pyar Na Aata Tha Tune Sikha_Diya,
Tadpe”Na The Itna Tune Tadpa Diya,
Tere”Bin_UDAS Rehne Lage Hai
Ab,
Roye”Na The Kabhi Tune Rona Sikha_Diya.
Khus naseeb ho aap,
Jo hum is dosti ko itni siddat se chahte hain
Varna hum to vo hasti hain
Jo khwaboo main bhi appointment se aate hain
Nishana jo le wo SURVIR,
Nishane pe jo lag jaye wo TIR,
Dil me jo utar jaye wo TASVIR,
Mere Jaise Dost ki saath mil jaye wo ACHI TAQDIR…
meri yaadon ko unki baton ki talash
meri ankhon ko unki hasi ki talash hi
meri dhadkan ko unki saanson ki talash hi
mere dil me basi hi unki surat
par najane kyun mujhe unki is duniya me talash hi
tanhaai ke sahar mein ek ghar bana liya,
in bahte anshuon ko apna mukddar bana liya,
dekhta hun jahan patthar ko pujte hain log,
isliye apne dil ko patthar bana liya.